WaFa-E-JaaN ki QaSaM

WaFa-E-JaaN ki QaSaM
WaFa-E-JaaN ki QaSaM TuM nHi tO KUcH bHi nHi,,,*
/R/a/Z/i/
MEiN Ne KUcH paL TuMHeiN bHuLa K DekHa Hai...*
  

Dec, 12 2013     105 chars (1 sms)     4621 views       Broken Heart

more Broken Heart SMS Messages

"kaisa waqt a gaya hai osei fursat he
nahi mujhei yad karne ki
.
.
kabhi wohi shakhs meri hi sansoon se jiya krta tha"
Zakhm dil ka kise dikhyen hum
Dosti kiski aazmayen hum
Zabt kARNe ki dal lain aadat
Ghar ki deewar kya uthayen hum
Maslahat ka yahi takaza hai
Jo wo kahte hain maan jaayen hum
Berukhi humse ho nahi saktee
Bhool jayen teri khatayen hum
lab pe rakh kar hansi dikhawe ki
Dard-e-dil kab talak chupayen hum
Tod dete hain ghar ke log ise
Khwab palkon pe kya sajayen hum.
Kitny Ghuroor se Wo Mujhy Tanha Chor gya he ...DOST...
Use Maloom tha Mery Paas koi or nhi uske siwa...
Jab dil udas hota hai,
Dard kuch khaas hota hai,
Hr soch
Hr yad
Hr baat
Hr pal bara be-aas hota hai,
Bas ek awaz c hoti hai,
Wo b be-saaz c hoti hai,
Na koi apna sa lagta hai,
Sab ek sapna sa lagta hai,
Yun dil kyo udas hota hai?
Kyo dard ye khas hota hai
Ajnabee mehfil mein kisi se dil na lagana Amjad,
.
.
.
Suna hai bin bulaye aany waly bin bataye hi chaley jaty hain.
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
duniya mein kitna gam hai
apna gam phir bhi kam hai
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
dar lagta hy humko un aankhon sy jo naqab main reh kar bhi hum par waar karti hain
Main ne Kaha Tu to Apna tha Tu kyun Chor gaya

WO Bewafa Hans k B0LA ZindAGi B To Apni h0ti hai
Wo kyun Chor Jati Hai..
don''t ever regret your love...
Bcoz one day she will find that
she lost a diamond while she was busy in collecting more stones

De k bosa mujhe woh wasal men kehte hen....... "MEER"

Sach bta dil men tere aur b armaan hen k bsss?
Usko paa kar kibhi tu khona tha,

Ye hadsa kabhi tu hona tha,

Wo tor kar aksar mujhe Chorti rahi,

Jese men uss ke haat ka kio khilona tha....
Judai Ki Kasak Liye

Teri Yaad Se Jura Aansoo

Har Shab Meri Aankh Se Tapka Hy

Guzry Kal Ki Terha

Aaj Ka Din Bhi

Tum Bin

Udaas Guzra Hy ... !!!