muskurahat

muskurahat
takdeer badal jae gi apne ap hi ae insan

mukurana seekh le bs wja talash na kr
  

Jan, 11 2013     79 chars (1 sms)     5149 views       Geo Or Jeenay Do

more Geo Or Jeenay Do SMS Messages

7 Sal Pehle Meri Girl Frnd K Sare Bhai Ghar Main Rehte Thai

Aur Us K Sath Date Marna Muskil Hota Tha
Ab Sab Bhai Atta K Liye Line Main Kahrey Rehtey Hain

Ab Maze Hi Maze ....

Geo Musharaf
Ye Watan Pe Apni Jan Kia Denge,


Ye Log Waqt Pe Imtehan Kia Denge,


Jo Khud Ghulam Hon America K,


Wo Roti Kapra Makan Kia Denge . . . ;->
2 Ghante Attey Ki Line Mei Khare Rehte Hoe Ik Admi Ghuse Ma Chilaya

''Mei Musharaf Ko Goli Marne Ja Raha Hu.

Kuch Der Baad Wo Wapis Attey Ki Line Mei Khara Ho Gya

Kisi Ne Pucha,

''Kyu Maar Dia''

Mayusi SE Jawab Dia, ''Waha Pe ßhi Line Lagi Hai..''

Jeenay Do Musharaf
Tum Mre 7
Me Tere 7
Asman B 7
Samndar B 7
To Hmesha Rha Mere 7
Jena B 7
Marna B 7
Hansna B 7
Rona B 7
Q K Aaj Date B 7
Month B 7
Bomb Blast Bhi 7 :(
yeh kaisee hai hawa chali k manzil lagti door hai,
kapdey, makaan kee baat naa poochoo roti b ab to door hai,

"kaun kheil raha hai kheil sarey" kaun yahan bai noor hai,
Lao inqlab Pakistanio k yahan yehi behtar dastoor hai
A Man Touched An Electric Current Wire & Was About To Die.,
Suddenly Lights Went Off..
& He Was Safe..
He Danced In Joy & Shouted..





AHA!!
GEO MUSHARAF
You Mean A Lot To Me . . .
And So Does Your Health And Happiness . . .
So Here"S A Wish To Say . . .

& Take Good Care Of Yourself !!
tum ne Pakistan k Foreign Affairs kitnay achay kar diay

GEO MUSHARRAF

tum ne to foreign Countries se itni Dosti Barha li ke SAAARAAA AAATA hi Baahar Bhej dia

GEENAY DO MUSHARRAF
Plz Aap Kisi Ko Gaali Na Dain Iss Se Aap K Gunah Barhte Hain
Kisi Ko Bura Bhala Kehna Ho To Usay






Musharaf Keh Dain
Wo Khud Hi Sharminda Ho Jaye Ga
Shukrya
2000 Mai Lipstick Kitnee Sastii Hotii Thiii :)

But Aj Tu Sab Se Farighh Brand Bhi Mehnga Ha :(

Jeeenay Doo Mushii
Q:PAKISTAN Me Kon C Cheezien Expire Nahi Hoti?
Ans.

Medicinez,


Roads,


Bridge,


Aeroplane,


Tarbela Dam,


And Finally,


General Pervaiz
7 Saal Pehlay Meri Girl Friend K Saray Bhai Kam Per Jatay Thay , Aj Saale Ghar Me Bethay Hain Aur Date Marna Mission Impossible Ho Gya Ha ..

JEENAY Do MUSHARAF