Or hon gay woh log jo mahabbat ko bhula detey hain,
hum tou ab bhi tujh hi k pass rah rah ker sada detey hain.
barri mushkil se mila kerte hain dost lakin phir bhi,
janey ahbab ko kiyou log bhula detey hain.
Masroof hai din raat usy wakat kahan hai wo muj sy kary bat usy wakat kahan hai betabi-e-dil ka usy andaza kahan hai samjy mery jazbat usy wakat kahan hai
Loag Piyar Kay Liey Hotey Hn AOr Cheezen Istemal K Liey Baat Tb Bigarti Hay Jab Cheexoon Se Piyar Kia Jaey AOr Logon Ko Istemal Kia Jaey Hazrat Ali Razi Allah-O-Taaala Anhoo.