Walk with me when ur hearts needs company,
take my hand when u feel all alone,
turn to me when u need some1 to lean on,
coz I''m the one u can always depend on!
main lafjo se kuch bhi izhaar nahi karta,iska matlab yeh nahi ki main usse pyar nahi karta,cahata hoon main usse aaj bhi par uski soch main apna waqt bekaar nahi karta,kahin tamasha na ban jaye mohabbat meri isliye ape dard ko izhar nahi karta, jo kuch mila hai usi mai khush hoon main, uske liye khuda se takrar nahi karta,par kuch to baat hai uski fitrat mai jalim warna usse cahane ki khata baar-baar nahi karta.