hamne apni sanso par unka naam likh liya,
nahi jante the ki hamne kuchh galat kiya,
wo pyaar ka vada hamse karke mukar gaye,
khair unki bewafai se kuchh to sabak liya......
Aapki yad na aaye to hum bewafa, Aap bulao aur na aaye to hum bewafa,
Hume maarne k liye khanjar ki zarurat nahi,1bar nazar fer lo, na mar jaye
to hum bewafa