Gul ne gulshan se gulfam bheja hai, sitaro ne aasma se salam bheja hai, mubarak ho apko naya saal, hum ne advance me ye piagam bheja hai. Happy New Year.
Sabke Dilo mein ho sabke liye Pyar,
Aanewala har din laye Khushiyon ka Tyohar,
Es ummid k sath aao bhulke sare Gum,
New Year 2007 ko Hum Sab kare WELCOME
I Wish in 2oo7 God gives You...
12 Month of Happiness,
52 Weeks of Fun,
365 Days Success,
8760 Hours Good Health,
52600 Minutes Good Luck,
3153600 Seconds of Joy...and that"s all!
har sal hum kuch sochtey hein
kabhi tum ko door
kabhi pass patey hein
har sal tumhe kuch naya deney ki try kartey hein
aur sal gift aur dua detey hein
happy new year