wasi SMS Messages49 messages

1 admi car main 2 lrkiyon k 7 betha hai.
Car ka No. 2989 hai,
jo Car ka number hai wohi admi ka
un larkyon say rishta hai.Batao kia rishta hoa?
Its challenge 4 u.
.
.
.
.
.
.
.
.
Answer: Nawassi [2 9 89 [Nawasi]]
Milney ka waada unke moun se to nikal hi gaya,,

!! wasi !!

~ Hum ne poochi jaga to hans k kahney lagi khawab main aa jana
Hijar Tara ab Doob Chala Hai Dhalny Lagi Hai Raat wasi
Qatra Qatra Baras Rahi Hai Ashkon Ki Barsat wasi

Tere Baad Yeh Dunya Walay Mujh Ko Pagal Kar Dain Ge
Khushbu Ke Dais Main Mujh Ko Le Chal Apnay Sath wasi
...
Yun Hi Chup Ki Mohar Laga Kar Kab Tak Gum Sum Betho Ge
Khamoshi Se Dam Ghut’ta Hai Cheyro Koi Baat wasi

Aaj tO Us Ka Chehra B Kuch Badla Badla Lagta Hai
Mosam Dadla Dunya Badli Badal Gaye Halaat wasi

Mere Ghar Khushbu Ka Yeh Raqs Usi Ke Dam Se Hai
Us Ke Sath Chali Jaye Gi Phulon Ki Baraat wasi

Chor wasi Ab Us Ki Yadein Tujh Ko Pagal Kar Dain Gi
To Qatra Hai Wo Darya Hai Dekh Apni Auqaat wasi….!!!!
"Wo hum se khafa hain
k hum dosron ko dekh kr Q muskuraty hain"

"wasi"

"koi un se Bhi to poochey
K wo har ik ki surat mei hamein Q nazar aaty hain.
Be Sabab Youn Hi Sar-E-Shaam Nikal Aaty Hain,

Ham Bulaien Tu Unhen Kaam Nikal Aaty Hain,

Koi Hamen Shouq Tu Nahi He Aawargi Ka,

Ham Tu Unki Galiyon Me Hamkalam Hone Aaty Hain,

Unki Jafaon K Zakham Kehte Rehte Hain Kuch Is Tarah,

K Raat Ka Andhera Charhte Hi Dard Tamam Nikal Aaty Hain,

Kia Bataon In Husn Walon Ki Tujhe !...wasi...!

Ham Bulain Tu Parda, Warna Sar-E-aam Nikal Aaty Hain.

=> 03337656310
Kissi Ki Ankh Se Sapney Chura Ker Kuch Nahi Milta

Mandeiron Se Chiraaghon Ko Bhuja Ker Kuch Nahi Milta
Koi Ik Adha Sapna Ho Tou Ho , Acha Bhi Lagta Hai

Hazaron Khawb Ankhon Mein Saja Ker Kuch Nahi Milta
Sakoon Unko Nahi Milta Kabhi Pardes Bhi Ker

Jinhen Apne Watan Se Dil Laga Ker Kuch Nahi Milta
Issay Kehna Ke Palkon Per Na Tanke Khawbon Ke Jhalar

Samandar Ke Kinare Ghar Bana Ker Kuch Nahi Milta
Yeh Acha Hai Ke Apas Ke Bharam Na Tootne Payen

Kabhi Kabhi Doston Ko Azma Ker Kuch Nahi Milta
Mujhe Aksar Sitaron Se Yehi Awaaz Aati Hai

Kissi Ke Hijr Mein Neendein Ga’nwa Ker Kuch Nahi Milta
Jigar Ho Jayega Chalni Yeh Ankhein Khoon Royengi

wasi Be Faiz Logon Se Nibha Ker Kuch Nahi Milta.
Hijir ka taara doob chala hai dhalny lagi hy rat wasi
Qatra qatra baras rahi hai ankhon se barsat wasi
tery bad ye dunya wale mujh ko pagal kar dein gy
khushbu k dais mein mujh ko le chal apne sath wasi
yunhi chup ki mohr laga kr kb tk gumsum betho gy
khamoshi se dum ghut-ta hy chero koi baat wasi
Hijar Tara ab Doob Chala Hai Dhalny Lagi Hai Raat wasi
Qatra Qatra Baras Rahi Hai Ashkon Ki Barsat wasi

Tere Baad Yeh Dunya Walay Mujh Ko Pagal Kar Dain Ge
Khushbu Ke Dais Main Mujh Ko Le Chal Apnay Sath wasi

Yun Hi Chup Ki Mohar Laga Kar Kab Tak Gum Sum Betho Ge
Khamoshi Se Dam Ghut’ta Hai Cheyro Koi Baat wasi

Aaj tO Us Ka Chehra B Kuch Badla Badla Lagta Hai
Mosam Dadla Dunya Badli Badal Gaye Halaat wasi

Mere Ghar Khushbu Ka Yeh Raqs Usi Ke Dam Se Hai
Us Ke Sath Chali Jaye Gi Phulon Ki Baraat wasi

Chor wasi Ab Us Ki Yadein Tujh Ko Pagal Kar Dain Gi
To Qatra Hai Wo Darya Hai Dekh Apni Auqaat wasi….!!!
wasi shah¤
¤Nazar jab tum se milti he.
Me khud ko bhool jata hon.
Bas ek dharrkan dharrakti he
Me khud ko bhool jata hon.
Tumhen milney se pehley.
Me boht sajta sanwrta hon.
Magar jab tum sanwartey ho.
Me khud ko bhool jata hon.
Me aksar kitabon pe Tera hi naam likhta hon.
Magr kuch tum jo likhtey ho,
Me khud ko bhool jata hon
Me aksar ye hi kehta honktum se pyar karta hon
Magar jab tum ye kehtey ho,
Me dunya bhol jata hun.
5 great people: 1.Quaid, woh to ab rahe nahi
2.wasim Akram, woh kisi kaam ka nahi,
3.Aishwarya Rai, apni pohanch say bahir.
4.Pata nahi
Baqi rahe aap aur hum So keep in Touch
Jab bhi jo deta hai Laraib jali deta hai
Khud kabhi aur wasilay se kabhi deta hai
Mang leta hoon to lay aata hai khaliq se magar
Mujh ko dunya mein mera rizq Ali(as) deta hai
1 admi car main 2 lrkiyon k 7 betha hai.

Car ka No. 2989 hai,

jo Car ka number hai wohi admi ka

un larkyon say rishta hai.Batao kia rishta hoa?

Its challenge 4 u.
.
.
.
.
.
.
.
.

Answer: Nawassi [2 9 89 [Nawasi]]