nasihat SMS Messages6 messages

Ashoor ka dhal jana, Sughra(A.S) ka wo guzar jana,
Akber(A.S) teray seenay main, berchi ka utar jana,
Aye khoon-e-Ali Asghar(A.S) medan-e-qiamat main,
Shabir(A.S) ke chehray per kuch aur nikher jana,
Sajad(A.S) yeh kehtay thay, masoom Sakina(A.S) se,
Abbas(A.S) ke lashay se chup chap guzar jana,
nanhay se mujahid ko man nay ye nasihat ki,
Teeron ke muqabil bhi, bay khauf-o-khatar jana,
Ali ko rulaye ga ta hashr lahoo aksar
Zahra(AS) teri kaliyon ka sehra main bikhar jana
Pani ki Talab ho to ek kaam kiya kar

Karbala ke Naam pe ek jaam piya kar

Ki mujh ko Hussain Ibn e Ali (A.S.) ne yeh nasihat

Zalim ho Muqabil to mera Naam liya kar
Us Ne Do0r Rehne Ka Mashwara Bhi Likha Hei,
Sath He Mohabbat Ka Wasta Bhi Likha Hei,
Us Ne Ye Bhi Likha Hei Mere Ghar Nahi Aana,
Or Saaf Saaf Lafzon Mein Raasta Bhi Likha Hei,
Kuch Harf Likhay Hein Zabt Ki nasihat Mein,
Kuch Hurf Mein Us Ne Hosla Bhi Likha Hei,
Shukriya Bhi Likha Hei Dil Se Yaad Karnay Ka,
Dil Se Dil Ka Hei Kitna Faasla Bhi Likha Hei,
Kya Usay Likhain Or
Kya Usay Kahain,
Jis Ne Be Jaan Kar K Jaan Bhi Likha Hei ..!
~ nasihat ~

Chahat Hy Lekin
Haqiqat Nahi Hy

Aaj Kal Kisi Ko Kisi Sy
Sachi Mohabbat Nahi Hy

Jo Tumhai''n Bhula Dy
Tum Usey Bhula Do

Is Sy Behter Koi
nasihat Nahi Hy ... :)
Maa Ne Beti Ko nasihat Ki
"Jab B Apne Dosto''n Ki
Mehfil Me Betho Jo Kch B
Bolo Soch Samajh k Bolo"

Larki Ne Pareshani Se Kaha
"Ammi Agr Me Soch Samajh
K Bolongi Tou Itni Der Me
Topic Hi Chnge Ho jayega" ;->
Maa Ne Beti Ko nasihat Ki
"Jab B Apne Dosto''n Ki
Mehfil Me Betho Jo Kch B
Bolo Soch Samajh k Bolo"

Larki Ne Pareshani Se Kaha
"Ammi Agr Me Soch Samajh
K Bolongi Tou Itni Der Me
Topic Hi Chnge Ho jayega" ;->