nakab SMS Messages5 messages

Gali se ek ladki guzra karti thi
Uske chehre par nakab hua karta tha
Phir bhi us par ek ladka marta tha
Shyad vo use dilo jan se chahata tha
Woh use baar baar kehta “Muh se naquab hata do apna chand sa mukhada dekha do”.
Par ladki ne muh se naquab na hataya Ladke ko apna chehra na dikhaya
Kai din beet gaye ladki ko woh ladka nazar na aaya
Ladki kuch pareshan se rehne lagi
Kisi terha puchte puchte woh uke ghar pahochi.
Padosiyon ne kaha “ Mahotarma aap ko aane main thodi der ho gaye us deewane ke to saat roz pehle he mot ho gaye”.
Padosi ne apna farz nibhaya ladki ko ladke ke kabar tak pahuchaya
Ladki zor zor se rone lagi apne aansuon se kabar ko dhone lagi
Tabhi kabar se ek aawaz aaye
“Waqt waqt ke baat hai pehle tumhare chehre par naquab tha aur aaj humare chehre par hai”
Jab husn burke mein sadak par chala karta tha,
ek diwana peeche-2 chala karta tha,

socta tha ki kab hawa chale aur husn ka deedar ho.

Ek din diwana chal basa. kuch din baad husn ko deewane ki yaad ayi.

jab woh kabar par ayi to andar se aawaz ayi..waah re khuda aaj mein hoon parde mein aur woh benakab ayi.
Poocha rooh nikalti hai jism sy kis tarah?Hath us ny hatoon sy chura kr dikha diyapoocha mehshar sy pehlay qayamat hai kiya??nakab usny ruh sy utha kr dikha diyaPoocha k yeh her taraf khizan c kyoun hai???Mehfil sy khud ko utha kr dikha diyaPoocha ek diya jo hawa sy na bujh saka??Diya us ny wafa ka jala kr dikha diyaPoocha k aakhir yeh hassad hai kiya cheez??Us ny kisi aur ko apna bana k dikha diya...!
kanch ka tohfaa na denakabi
rooth kr loog torr dia krtey hain


jo bohat achey hoon un seypyar na krna
aksar achey loog hi sath choor dia krtey hain
Ghar Se bahir Wo nakab
mai nakli,


Sari gali unke fikar
mai nikli,



Inkar Karte the Wo humari Mohabbat se,




Aur humari hi Tasvir unki
kitab se nikli.