kagaz ki kashti SMS Messages1 messages

kagaz ki kashti thi,pani ka kinara tha.

Khelne ki masti thi, Dil ye aawaaraa tha.

Kahan aa gaye is jawaani ke daldal me,

wo bachpan kitna pyara tha.