hadees SMS Messages7 messages

hadees!

Hazrat Abu Huraira (R.A) se Riwayat hai K
Rasool-e-Akram (S.A.W.W) ne Farmaya,
1 Dinaar Woh Hai Jo Tu ne ALLAH ki Raah mein Kharch Kar Diya

Aur
1 Dinaar Woh Hai Jo Tu Ne Ghulaam Aazad Karne mein Sarf Kiya

Aur
1 Dinaar Woh Hai Jo Tu ne Miskeen par Sadqa Kiya

Aur
1 Dinaar Woh Hai Jo Tu Ne Apne Ehl-o-Ayaal par Sarf kiya.

In Mein Sab se Zyada Bayis-e-Ajr-o-Sawaab Woh Hai
Jo tu ne Apne Ehl-o-Ayaal par Sarf Kiya. {Muslim Sharif}
hadees!
Tum Me Se 1 Shakhs Gunah Karta Hai
Aur Is Ka Gunah Nama Amaal Me Likh Dia Jata Hai,
Phr Wo Toba-o-Astaghfar Krta
To ALLAH TA'ALA use Muaf Kar Deta Hai!

Aap(S.A.W.W)Ne Yeh Irshad 2 Bar Frmaya,
Phr Frmaya K Jub Tak Tum Toba-o-Astaghfar Se Na Uktao
To ALLAH TA'ALA Muaf Karne Se Nahi Uktata." Tibrani
Ninnkkaay 10 Ummakal
Paathumma
Ayishumma
Nabeesumma
Kadeesumma
hadeesumma
Hajjumma
Beepathumma
Cheriyumma
Mariyumma
Kunjumma
Pinna Enda Umma Onumkudy Ninda Vallumma
Bhool Kr Khane Peene Se
Roza Nahi Jata.
*AL hadees*
Jis Roz.E.Dar Ne Bhool Kr
Khaya Piya, Usey ALLAH Ne
Khilaya Pilaya-
Bahar.E.Sharyat
V-05 Pg-422
hadees-E-Pak

"Khana Kha Ke Shukar Ada Karne Wale Ka Darja,

Sabar Karne Wale Rozedar Ke Barabar Hota Hai."

(Tirmizi, hadees: 2021)
Mafhoom-E-hadees:

"Rozadaar Ka Sona Ibadat Aur Us Ki Khamoshi Tasbeeh Karna

Aur Us Ki Dua Qabool Aur Us Ka Ammal Maqbool Hota Hai."

(Ref: Shob-ul-Eeman)
~Mafhoom-e-hadees~
"Sehri Mein Barkat Hy,
Isey Har-giz Na Chorho !
Agar Kuch Nahi Tou Us Waqt Pani Ka Ek Ghoont Hi Pi Lia Jaye,
Kyun k
Sehar Mein Khanay Peenay Walo''n Per ALLAH TA''ALA Rehmat Farmata Hy Aur Farishtey Un k Liye Dua-e-Khair Krty Hyn."
(Musnad Ahmad)