ghazl SMS Messages7 messages

Jab Meraa Dil Toda Hoga
U$ne Kuch To $ocha Hoga
Meri Yaad To Aati Hogi
Mera Naam To Leta Hogi
Ji$ Ki Khaatir Hum Rote hein
Wo Bhi Mujhko Roti Hogi
Kyon U$ Ka Dil Maine Tora?
Apne Dil $e Kehti Hogi
Taktii Hogi meri Raahein
Chaukhat Pe Wo Baithi Hogi
$ote-$ote Raaton Ko Wo
Har Aahat Pe Chaunki Hogi
Na Main Ho Na Mere Khat Hai
Woh Kitnii Tanhaa Hogi
Meri ghazlein $un-$un Kar
Dil Ko Apnay Jalati Hogi.... ..!
Haseeno ne haseen banke gunah kya,auro ko to theek humko bhi tabaah kya,pesh kiya jab ghazloN mein unki bewafai ko,auro ne to theek unhone bhi waah waah kiya
Hum chalay jayen to hum ko na bhulana yaro
Aiwan e dil main meri yaad ko sajana yaro
Mana k hum main na thee koi baat ajab si
Meray junoon, meri wafa ko he sarahna yaro

Meri wafaon ki toseef k wastay
Meray khoon e dil say likh sabaq dohrana yaro
Shayad isi tarah zinda rahoon tumhari yadon, tuhari baton main
Meri ghazlon, meray sheron ko gungunana yaro

Yaad aa jaye maah o saal main ik baar jo meri
Meray mazaar pe ik nanha sa diya jalana yaro
Chand phool aur meri dua e maghfirat k
Daba ker qabr main mujh ko na bhool jana yaro
Wo Jazbon Ki Tijarat Thi Yeh Dil Kuch AUr Samjha Tha
Usey Hasney Ki Aadat Thi Yeh Dil Kuch Aur Samjha Tha
Mujhe Uss Ne Kaha Chalo Nayi Duniya Basaty Hain
Usey Soji SHararat Thi Yeh Dil Kuch AUr Samjha Tha
Hamesha Uski Aankho Mein Dhank Se Rang Hoty Thy
Yeh Us Ki Aam Haalat Thi Yeh Dil Kuch Aur Samjha Tha
Mein Uske Pass Baithi Dair Tak ghazlain Uski Sunti Thi
Usey Khud Se Mohabbat Thi
“Yeh Dil Kuch Aur Samjha Tha“
Badnaam Zamane main Mohabbat Nahi Karte
~
Dil Wale To Dushman Se Bhi Nafrat Nahi Karte
~
Ek Baar Jisy Chaha Sada Uss Ke Rahe Phir
~
Ham Log Amanat Main Khianat Nahi Karte
~
Tanhai Main Karlete Hain Yaad Aansoo Baha Kar
~
Zaahir Kabhi Hum Apni Ebadat Nahi Karte
~
Waqt Aane Par Maaloom Yeh Ho Jay Ga Tum Ko
~
Hum Sirf Dekhawe Ki Mohabbat Nahi Karte
~
Lekhte Hain FAQAT Ek Tumhare Liye ghazlain
~
Har Shakhs Pe hum Aesi Enayat Nahi Karte... ;->
Sab log ye mugh say kehte hain
Nazmo say ishq Khuda jesa
ghazlo main kaif udhaasi ka
Kis dost nay tum ko sonpa hai
Mera ik jawab hamesha say!

"IK SHAKHS SHEHAR MAY AYA THA
Ahmad Faraz Ki ghazlen Thi Bohot Aala,
Zara Ghor Farmaiye Ga,
Ahmad Faraz Ki ghazlen Thi Bohot Aala;
.
.
.
.
.
.
Par Kya Faida Jab PAPPU CAN''T DANCE SALA.