ameer SMS Messages52 messages

Mana k tere shaher ma hum se garib
km hoon gey!!
Biki jo teri wafa to phle kharid dar
hum hoon gey!!
Mujh pta nai apni kismat ka tujh paa
lea
to sub se ameer hum hoon gey!!
MERI TAameer KE KISSE KAHIN LIKHE NA JAYEINGE,
MAIN JANGAL SE GHUZARNE KE LIYE RASTA BANATA HOON,
BICHAD KAR BHI JUDE RAHNE KA YE ACHCHA TREEQA HAI,
WO EK GUDDA BANATI HAI MAIN EK GUDIYA BANATA HOON,
AGAR ACHCHA SA KOI NAAM SOCHO TO BATA DENA,
MAIN APNE KHUWAAB KI KATRAN SE EK CHEHRA BANATA HOON
Gandum ameer-e-shehar ki hoti rahi kharab
Beti kisi mazdoor ki faqoon sy marr gai

*Youm-e-mazdoor*
Kitne ulaj gae ha judai ma zindagi,

Wo shaks jafa kar k ehsan kar gaya,

Ma jis ko baat baat pa kehta tha apni jaan,

Dekho wo he shaks mujhe bejan kar gaya,

Phely wo meri zaat ke tameer ma raha,

Phir mujko apny haath se masmaar kar gaya,

Wo Aaa mila tu faasly kat' tay chaly gaey,

Bichra tu rasty merey dushwar kar gaya,

Bichra kuch es ada se k rut he badal gae,

Ek shaks saary shehar ko viran kar gaya
A Beautiful line by "HumAyuN":

"Quraan ki aayetoun me itna Husan hy kye


Be-zameer Logoun se parda kr Leti hyn."
Aaj Se 15 Saal Pehle Sirf ameer Log Hi Candle Light Diner Karte That .....


Magar Aj Har Koi Candel Light Diner Karrta Hai ( Due To Loud Shading )


JEO MUSHARAF
So Jaty Hain Footpath Pe Akhbar Bicha Kar,


Mazdoor Kabhi Zameer Ka Saoda Nahi Karty..!

1st MAY, 2010.
"YAOM.E.MAZDOOR"
TERE DIL MAIN KAISI GIRAH PARI TUJHAY US SE ITNA HASAD HAI KYUN?

JO NABI(S.A.W.) KI AANKH KA NOOR HAI JO ALI KI ROOH KA CHAIN HAI

KABHI DEKH APNE KHameer MAIN KABHI POOCH APNE Zameer SE

WO JO MIT GAYA WO YAZEED THA, JO NA MIT SAKA WOH HUSSAIN HAI
Jab Bhi Kabhi Zameer
Ka Sauda Ho Dosto''n

Qayam Raho HUSSAIN
K Inkaar Ki Terha !!!
Pa ayeena ke khpal tasweer ogora..
Pa khpal tandi zama taqdeer ogora..
Da khpalo stargo da duniya kitab ke..
Mala zama da khob tabeer ogora..
Da zamany da peghorono na yam..
Mala pa khpal zan ky zameer ogora..
Nan pa menath derna yao swal kawoma..
Mala zama da yar tasveer ogora..
muhabbat khud batatee hai kahan kis ka thikana hai
kisay ankhon mein rakhna hai kisay dil mein basana hai

riha karna hai kis ko aur kisay zanjeer karna hai
mitana hai kisay dil say kisay tehreer karna hai

ghironda kab girana hai kahan tameer karna hai
issay maloom hota hai safar dushwaar kitna hai

kisi ki chashm-e-giriya meain chupa iqrar kitna hai
shajar jo girnay wala hai woh saaya daar kitna hai

safar ki har saobat aur tamazat yaad rakhti hai
jissay saraay bhula dalain muhabbat yaad rakhti hai
Mere dukh kii koii davaa na karo
Mujh ko mujh se abhii judaa na karo

Naakhudaa ko khudaa kahaa hai to phir
Duub jaao, khudaa khudaa na karo

Ye sikhaayaa hai dostii ne hamen
Dost banakar kabhii wafaa na karo

Ishq hai ishq, ye mazaak nahiin
Chand lamhon men faisalaa na karo

Ashiqii ho ya bandagii ''Sameer''
Be-dilli se to ibatidaa na karo