''Maine ik or naya mobile lya hai jis me ,fingerprint technology, 8 mega pixel double cam, 6 inch touch screen & 24Gb built in memory, waghaira kuch bhi nahi hai''
''Shayar hun main aawara math samajhna,
logon ko hasaane wala hun joker math samajhna,
pati hun apni biwi ka kisi aur ka math samajhna,
agar yeh dekh kar aap hasey to mujhey shabashi de dena,
nahi hasey to ek aam shayar hun ghalib math samajh lena''