Mein tum sey pyar karta hoon! mein tumharey baghair zinda naheen reh sakta, agar tum mujhe na millee to mein khudkushi kar loon gha, chahey kuch b ho jaye mein tum sey hee mohabat karta rahoon gha.
Shabash seekh liya.......ab rozana 10-15 sey yehi bol diya karna
Meri zindgi pr faqat itna Ehsan kr do,
ik baynam se mohabbt mery nam kr do,
ik subha ko milo or sham kr do,
OR sham tak mery ghar ka sara kam kr do..;-)