Ek Pathan Ne Kisi Ko Phone Kia.. Wahan Se Jawab Aaya.. "The Number U''ve Dialed Is not Responding At The Moment"
Pathan Bola: Koi Baat Nahi Baaji, Usko Bolna Hum Baad Main Phon Kare Ga.... ;->
Santa: Qutub Minar kahan hai?
Pappu: Pata nahi.
Santa: Kabhi ghar se nikla karo.
Pappu: Ram Lal kaun hai?
Santa: Pata nahi.
Pappu: Kabhi Ghar me bhi raha karo