''Plumber: Pipe Naya Laga Diya Hai Aur 1000 Rupay Bill Hogaya Hai.
Man: Aray Itna To Main Engineer Ho K Bhi Nahi Kamata.
.
.
.
.
.
.
.
Plumber: Sahi Keh Rahy Ho. Main Bhi Nahi Kamata Tha Jab Engineer Tha.''
Ek bacha dorta howa ghar aya aur maa se kaha: hamare parosi kis kadar garib hai un k bache ne ek rupe ka sika nigal liya hai aur wo sub ro rahe hai... ;->
Lage Raho
.
.
.
Lage Raho
.
.
.
Koi Kuch Nahi Kahe ga
.
.
.
Aur Kahe Ga Bhi Tou Kaunsa Farq Pare Ga.....
.
.
.
Lage Raho
.
.
.
Besharmo''n ki Terha Sms Receive Kerne Main....... ;->