ye din bhi qayamat k

ye din bhi qayamat k



Ye Din Bhi Qayamat Ki Tarah Guzra Hai "Faraz"

Janey Kya Baat Thi Har Baat Pe Rona Aaya...!
  

May, 03 2010     101 chars (1 sms)     1932 views       Faraz

more Faraz SMS Messages



Wo Mujhse Is Baat Pe Zid Karta Raha

FARAZZ


Main Tay Honda Hi Lay Saan :)
jaan keh kr pukaara to larz gai mere dil ki zameen ~Faraz~
Peechy mur kr jo dekha to wo mukhatib kisi oar se tha


Wo bhi ro de ga usay haal
sunaye''n kese

Maum ka ghar hy chirago''n
ko jalaye''n kese

Duur hota tou usay dhoond
bhi lete ''Faraz''

Rooh main chup k jo betha hy
usay paaye''n kese ...
waapasi ka safar ub mumkin na hogaa "faraz"

hum to nikal chuky hain aankh sy aansu ki tarha!


SafaiD Libas Ussey Bohut PasanD Tha Mere JiSM Par ''''FArAZ''''
Ajj Main Kafan Mein Lipta Hon To Phir Wo Roti Kyun Hai?!
pichly baras tha khoof tujhe kho na doon kahin

ab k baras ye dua hai tera samna na ho
naraz kyun hotay ho chalay jatay hen teri mehfil sy:faraz"

apny tuty hoay dil k tukry to utha leny do:...
is umar men itni b phurti achi nai faraz!
ak laat teri qabar men hai kuch to khyal kar



Hussan walon ko kiya zarorat hai sanwarney ki FaRaZ...?

Wo to sadgi main bhi Qiyamat ki adda rakhtey hain..!!!
mujhe bhi shooq huwa muhabat ka faraz.

aghaz-e-muhabat main hi jaan garvi rakhni pari..
naraz kyun hotay ho chalay jatay hen teri mehfil sy:faraz"

apny tuty hoay dil k tukry to utha leny do:...


Nikher nikher k arahey hain mairey alfaz faraz
kya aisa he hota hy aksar marnay k baad