Pehle chitthi ke badle taar ata tha

Pehle chitthi ke badle taar ata tha
Pehle chitthi ke badle taar ata tha
1 bulave pe mera yaar aata tha
Ab padh kr delete karte hai mere sms
kabhi har SmS ka jawab aata tha
  

May, 19 2010     139 chars (1 sms)     3757 views       Funny

more Funny SMS Messages

Agr koi ap k pas aaye aur kahe,"tum bewaqoof ho"
To koi lamha zaya mat krna us ko gardan se pakrna aur kehna
!


!

Plz Kisi or ko mat batana yar ! ok !
A boy 2 pathan:
mai agar chahon to tamam pathano
ko janat se nikal kar jahanum main la sakta hoon.

Pathan:kaise?
Boy:main jahanum mai naswar
ka dukan kholon ga
''"Aisa aadmi jo ghalti pe ho or Maafi mang lay wo "AQALMAND"

"aisa shakhs jo ghalti pe na ho mgr phr b Maafi mang lay wo,
?
?
?
?
?
?
?
?
?
?
?
"Husband:-D"''
Lafz lafz likhon teri tareef mai,

.

.

.

Lafz Lafz Lafz

Lafz Lafz Lafz

Lafz Lafz Lafz

Lafz Lafz Lafz

Kafi hain ya aur likhon?
''Kya bataen tujhe mere dost ab k saal,
Ja rahy thy yaadon ko dil main liye sambhaal,
1 Ajnabi ne achanak jo rok kar kahaa.
Chal oye!!! Mobile nikaal...''
''Raton ko uth kar,
Khayalon se ho kar,
Yadon me kho kar,

Tumhe kya khabar hy,
Me apne KHUDA se kya mangta hon,

Viraano me ja kar
Daman phe''la kar
Anson baha kar

Tumhe kya khabar hy.
Me apne KHUDA se kya mangta hon,

Tum to kaho ge,
SANAM mangta hon,
JANAM mangta hon,

tum to kaho ge,
Kisi DIL RUBA ki,

Kisi DIL NASHIN
ki wafa manga hon,

Ye B ghlt hy
Wo B ghlt hy

Me apne KHUDA se Sirf
"LIgHT" ane ki Dua mangta hon.;-)''
''Jab Jab humein payaas lugti hay,un k anay ki aas lugti hay,un ki dewangi may hum hogaye itnay deewanay k her larki ki maa apni he saas lugti hay.''
Wo Choom Le Ek Baar Tou Ud Jati Hy Neend

Un Ki Awaz Sunte Sunte Raat Jati Hy Beet

Is Liye Kehte Hyn Ye Risk na Uthao


"MORTIEN JALAO"
"MACHAR BHAGAO" ... ;->
Ladka Bola: Kash ein hasinao ke baap mar jate, Bahana gam ka hota, hum inke ghar to jaate. Ladki Boli: Bewkoof, Yeh bolana bhi paap hoga, Kisi din tu bhi kisi hasina ka baap hoga.
Jootha Peenay Se Mohabbat
Barhti Hai Pappu . . .


Yeh Keh Ker Woh Kameena

Meri Sari Pepsi Pee Gaya :P ;->
Load shading k liye, raho tayaar,.

“HAPPY WINTER SEASON YAAR..!
Kal main ne use khoob hansaya "FARAZ"



Kameeni jate hue mujhe
MR.BEAN keh gai..