Sirf Pet K Dard Pe

Sirf Pet K Dard Pe
Sirf Pet K Dard Pe Nikal Aaye Hain Aansu Pappu,



Qabz Ka Aalam To Abhi Ap Ne Dekha He Nahin.!! ;->
  

May, 17 2010     108 chars (1 sms)     3863 views       Funny

more Funny SMS Messages

Zindagi Mein Agar Kuch Kerna Hai

To Aisa Ker Jao,K Jahan Bhi

Tum Jao,Jis Gali Se Bhi Guzro,

Her Ghar Se Aik Hi Awaz Aay

"O Pai! Koora Edhron

V Chuk Ley"

Hahahaha
New Style Of Proposing:

Boy: Can I Take Your Photo?

Girl: Why?

Boy: Just Wanted to Show My Children
That How Their Mom Looked in her Younger age.
Sooo Sweet.
science k teacher kehtey hein k dil aur dimagh mil kar jism ka nizam challatey hein,

Urdu k Teacher kehtey hein k dil aur dimagh mukhtalif hotey hein,dimagh kuch aur kehta hai aur dil kuch aur,

So students mein nein hal dhoond liya hai,

"Aayo apney apney dil kissi ko dey aayein phir khali dimagh k saath study karein ghey"
PAHELI Of THE DAY.

Insan khait mein POTTY karte waqt pehlay susu kdun karta hai.?
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Ta kay PADD martay waqt mitti na urray.

Sigret Peo Gold Leaf K¡,
Ta K Khansi Na Ho..

Wah Wah Wah

Sigret Peo Gold Leaf K¡,
TA K Khansi Na Ho..


Bachi Phasao Wakeel Ki,
TA K Phansi Na Ho;-)
Santa: Tum guitar bahot acha bajate ho!
Me bahar khada sun raha tha
Banta: Mai kahan baja raha tha?
Mai to uske upar se dhul jhad raha tha
How Are You Dear

Kia Ho Raha Hy


Jail Main Koi Takleef Tou nahi ?


Farishte Tang Tou Nahi Kerte ?


Maarte Tou Nahi


Bas Kuch Din Guzar Lo




25 Rozey Baqu Hyn

Tum B Tou 11 Mahiney
Udham Machate Ho

Humain Warghalate Ho



Ab Bhugto ... ;->
Ek Doctor Shikaar Se Wapis Aya,
Frnd Ne Pocha Kyun Bhai Koi Shikaar Kia?
Doctor: Nahi Yaar,
Is Se To Acha Clinic Per Beth Jata..
Jo Tumko ho PASAND wahi baat kahenge
Tum DIN ko agar RAAT kaho to RAAT kahenge, kyon
Socho




SOCHO naa










Kyonki PAGAL logo se BAHAS nahi karna chaiye!
Arz Kia Hy ..

Insaan Insaan Ko Das Raha Hy



Wah Wah



Insaan Insaan Ko Das Raha Hy



Wah Wah



Aur Saanp Side Main Beth K Hans Raha Hy ... ;->
''Aaj Ke Baad Tum Mujhe Call Mat Karana,
Na Sms Karana, Baat Bhi Mat Karana,
Milane Ki Koshish To Bhul Se Bhi Mat Karana,
Kyonki Doctor Ne Mujhe
Mithi Cheejo Se Dur Rahane Ko Kaha Hai''
''Phulo me gulab acha lagta he..
Neend me khwab accha lagta he..
Aap bhale he hame sms nahi bhejo,
Hume to aapki kanjusi ka ye aandaz accha lagta he!''