Aik Nars ka Mangaitar usay bari hasrat se:
kash mujhe koi haadsa paish aata to main tumhare pass aata, tum meri khidmat karti aur main jaldi theek ho jata.
Nars: Tumhen mere pass koi haadsa nahi bal-k mojza hi la sakta hy, kyun k main "ZACHA BACHA" ward mein hoti hon.
1pagal 2nd Se
Hath Ma Cigrete Daba K Pochta Ha: Batao Mre Hath Ma Kia Ha?
2pagal:
Train.
1pagal:Tmhe Kese Pta Chala?
2nd:Tmare Hath Ma Se Dhunwa Nkal Ra Tha ;->