Elahi aj ye farman likh de,
Har khushi sms parhnay wale k naam likh de,
Agar uski khushi k lye kisi ki jan chahiye,
tu us maut pay "PERVAIZ MUSHARAF" ka naam likh de.
Khuda kare k ye saal apko raas aajaye.
Jesay aap chahey
wo aap k paas aajaye.
aap sara saal kanwara na rahey.
aap ka rishta lay kar aap ki saas aajaye.