miss you

miss you
M: My lovely wife.
I: Is i am wrong in my sms?
S: Sex is not only thing in the life.
S: See, we have everything in our life you, me & our kids & good salaries and home also.

Y: You are everyting to me, my life my wife my jaan.
O: Our life is just a good enough for us. Alhumdullah.
U: U are the lucky one in my world… gave me our sweet family.

LOVE YOU!
  

Apr, 15 2012     355 chars (3 sms)     6371 views       Miss You

more Miss You SMS Messages

Wo to AMBER hai,Isay apnay anchal pay Chand sajany ka haq hai,
Me tu fakat khushbo ho,Khushbo ka mokadar tu'' azal se bikhar jana he likha hai.
"To let someone realize ur importance, try 2 stay away so that they miss u.But don''t stay away 4 such a time that they learn 2 live without u
Kuch tabeeyet hi mili thi aisi
chain se jeene ki soorat na hui,
jisko chaha usey apna na sake,
jo mila uss e mohaabaat na hui..
Jin raho pe ek umar tere sath raha hoon
Kuch roz se who raste sunsaan bohat hain
Mil jao k lot k phir aon na main shayed
Kamzor hoon main rah main tufan bohat hain
Ek tum he nhi meri judai main pareshan
Hum b to teri chahat main veran bohat hain
Ek tarq-e-wafa pe main usay kese bhula doon
Muj pea bi us k ehsan bohat hain
Have a heart that never hardens
have a smile that never fades
have a touch that never burnt
and have friendship that never breaks
I wish one day you will miss me terribly that no matter how hard you look for me,

you won''t find me. Why? Because,
I want you to miss me the way I''m missing you right now.
Kaise intehaan yeh zindagi ne liya hai
Badla kaisa yeh meri aashiqi ne liya hai
Yeh jo range udasi hai, mere aangan main yaaron
Yeh taufa maine yaadon ko chandni se liya hai
What makes some people dearer is not just the happiness that we feel when we meet them but the emptiness we feel when they are not around us. I Miss U!
Dil ko aata hai jab bhi khayaal unka,

Tasveer se poochte hain phir haal unka.

Vo kabhi hamse poocha karte the judaai kya hai,

Aaj samajh aaya hai sawaal unka.
Aapke miss call bhi kya baat hai,

Aapke sms bhi din raat hai.

Kabhi kabhi phone bhi kiya karo,

Suna hain aapake awaaz me bhi khas baat hai.
Kitab-e-dil pe likhay thay kitnay he afsanay
kuch qisse naye thay aur kuch berson puranay

Kuch un ka zikr jo kabhi rug-e-jaan se they qareeb
kuch wo jo aaj bhi lagtay hain begaanay

Kaash aisi koi rut koi moosam aaye
khushiyon bhare geet hum lagein gungunanay

Aaj bhi dil mera is aas pe zinda hia
aik roz to aayein wo hum ko mananay

Safha-e-dil ko koi humare perh ker dekhay
khoon-e-jiger se likhay hain sab afsaanay

Guzra howa zamana bhula do zehen se apnay
aatay nahi loat k beetay howe zamanay
hum ne manga tha us ka saath
woh judia ka ghum day gaye
hum jee laite unki yaadoun kai sahare
magar woh hamaien bhool jane ki qasam day gaye