Main apni raaton ki fursaton main tuje manaon to maan jana Agar kisidin main apne ansu jo le k aaun to maan jana Ye 1 dil hi tumhe diya tha so iss liye Jo sooli pe muskuraon to maan jana Tu bad-guman hai meri wafa pe to sirf 1 bar azma le Jo haar jaoon to lot jana jo jeet jaoon To maan jana
is tarah sataya hai pareshaan kiya hai goya k muhabbat nahi ehasaan kiya hai socha tha k tum dosaron jaise nahi hoge tum ne bhi wahi kam meri jan kiya hai mushkil tha bohut mere liye tark-e-taalluq ye kam bhi tum ne mera asaan kiya hai