idhr udhr ki sims istamal krenge to signal to katenge hi.agr ap is kefiat se bachna chahte hain to aap lain "NAMAZ"ki sim
Kiun k namaz deti ha apko rab se ghanton free baat ke 5 mawaqe rozana
or free sms wo b fori dilivery k saath
sirf yahi nahin raat 12 se subha 4 tk sb kuch manwaiay apne rab se..,.
"NAMAZ"...
"SUB KEH DO"
Ye offer saari zindagi k liye hai,
ALLHA HAFIZ... ;->
Kaash aisa ho k ab k bewafai mein karo
Tu phiray qarya ba qarya koo ba koo meray liye
Mein tu la-mehdood ho jao samandur ki tarah
Tu phiray darya ba darya jo ba jo merya liye
Unki mohabbat ka abhi nishan baki hai,
Naam labo par hai aur jaan baki hai,
Kya hua agar dekh kar muh pher lete hai,
Tassali hai ki shakl ki pehchan baki hai.
Not all angels have wings, some have cell phones too. That''s why your angel is texting you right now, saying HELLO and wishing you to be safe all the time.