Khuda se koi baat anjaan nahi hoti,
jab insaan ki bandagi beimaan nahi hoti,
kabhi maanga hoga aapne 1 pyara sa dost,
yu hi aapki hamse pehchaan nahi hoti!!
Bolti hai dosti chup rahta hai pyar!
Hasati hai dosti rulata hai pyar !
mailati hai dosti juda karta hai pyar
phir be kyun dosti chor kar log karte hain pyar.