Ik mullk ghoom k a rahey hain hum
Gaye the kiun abb pashta rahey hain hum
Muhabat kya yeh hay k koi jo door jae
pir bhool janey main koi kasar chor jae na hu
ishq k bhi kuch adab hua kartay hain
khusk ankho mai bhi sailab hua kartay hain
har ek ro k dikhay zaruri to nahi
khushk ankho mai bhi sailab hua kartay hain
At sunrise everything is luminous but not clear. It is those we live with and love and should know who elude us. You can love completely without complete understanding.
Hur dil ke dharkan mein koe baat hoti hai. Hur udas zindigi me kisi ke yad hoti hai. Tumhain pata ho na ho tumhari Hur khushi k peche humari (dua) hoti hai
Beymaainay hotay hain woh lamhay jub tum paas nahi hotay
Lagtaa hai mujhay aisay ke zindagi tehr gayee ho jaisay
Aasman bhi beyrounuq sa lagtaa hai mujhay ke
Kisi nay chand taaron ki roshni chura lee ho jaisay