Dentist Ki Beti B.F Se: Aj Kitna Acha Moqa Tha Tm Mere Dad Se Shadi Ki Baat Krskty Thy.
Larka: Bs Aj B Mera Hosla Nhi Hua. Khmoshi Se 1 Or Dant Nklwa Kr Agya...
Ajj kal Nichey jaiker sms dekhna Aam Hogaya hau Is liye ap
ko Nichehy dekhne ki zaroart nahi ok
?
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Akhir pakistani People hoo na jiss Kaam ka mana karoo
wo zaroor karte hoo
Teacher: biwi,begum,wife main kya faraq hy ? . . . . . . . . Pathan: Kuch khas nahi ye bhi ye bhi India , Baharat , Hindustan ki tarhan ek hi dushman ke 3 naam hain......!