Sales man:Khan saab naya powder aaya hai so Cockroaches k liye lelo. . . . Pathan:Na ji na Cockroaches ko itna bhi free nahi karna, Agar aaj powder lekar diya to kal Body Spray maangengy.
Rangeen Ho Tum Rango Say Bhi Zaida Smart Ho Tum Sab Dosto Main Zaida Zaheen Ho Tum Muje Say Bhi Zaida Agar Aasa Tum Sochte Ho Tu Bewaqoof Ho Tum Had Say Bhi Zayda..!!