Chehra hai sar-e-shaam
kahin saaz
kisi ney,
Ya, door se di hai mujhey awaaz
kisi ne,
Totay huye taaron
ko abhi jor raha tha,
Hathon se mere cheen liya saaz
kisi ne,
Ei
k aahh to
karli hai magar, soch raha hon,
Pehchan na li ho meri awaz
kisi ne,
Hum
kar na sa
kay jurrat-e-izhaar-e-Tamanna,
Is tarha
kiya, baat
ka agaaz
kisi ne,
Geron pe inayat hai apno se shi
kayat,
Samjhay na
kabhi aap
k andaaz
kisi ne,
Touba
ki jabeein par hai nadamat
ka pasina,
Randaana uthai nigha-e-naaz
kisi ne,
Mujh pey aanso bhi amanat hain
kisi
ki,
Paya na gum-e-dost
ka ye raaz
kisi ne.!.!.!