Tera saath mil jaaey tou sab du
kh bhool jaaon gi
woh
kehti thi
ke har soorat tumhain banaaon gi
nichaawar
khawaab
kar doon gi terey har ishaarey par
kabhi peepal
ki chaaon main
kabhi nadiya
kinaarey par
tumhain thanda
k ataa
kar doon gi i
k basaat
ki manend
bi
khartey chaand jharnoon main ujalti raat
ki manend
mujhey tum se muhabbat hai main logoon
ko bataaon gi
woh
kehti thi
ke har soorat tumhain banaaon gi
main chaahon gi tumhain janaan umangon se ujaalon ta
k
khudi
ke dasht se le
kar naey janmon
ke saalon ta
k
Meri thandi si tanhaae sulagti raat jaisee ho
mujhey bas saath le jao bhaley baraat jaisee ho
tmharey sur
kh jorhey main hi dulhan ban
ke aaon gi
woh
kehti thi
ke har soorat tumhain banaaon gi