Zameen par hai magar aasman jaisi hai
Woh narm narm see lar
ki chattan jaisi hai
Meray haroof bhi jhootay hain meray jazbay bhi
Meri
kahani bhi saray jahan jaisi hai
Yeh shaam mil
k bicharnay
ka ista-ara hai
Yeh raat hijar
k kalay nishaan jaisi hai
Hawaein roz bhujaati hain
khuwahishon
k diye
Yeh zindagi bhi andheray ma
kan jaisi hai
Mein apnay sath hoon ya
koi dosra hai ZIA
Yaqeen
ki yeh ghari bhi gumaan jaisi hai