tum sab jo meri baat suno
i
k kissa tumhein sunaata hoon
ye
kissa nahi zamanay
ka
ye
kissa hai parwaanay
ka
jo pal pal jeeta marta tha
jo pyar bohot hi
karta tha
har baat usay maloom to thi
e
k baat magar wo bhula betha
shamma
ko haasil
karnay mein
khud apna aap ganwa betha
youn ishq
ki had se guzarnay mein
parwanay
k jal marnay mein
ab jaagti hai na soti hai
shamma ab har pal roti hai