Jo
khayal thay na qayas thay wohi log hum se bichar gay
Meri zindagi
ki jo aas thay wohi log hum se bichar gay
Jinhein manta he nahi yeh dil wohi log hain mere humsafar
Mujhay har tarah say jo raas thay wohi log hum se bichar gay
Mujhay lamha bhar
ki rafaqaton
k azab or sataen gay
Jo meri umar bhar
ki payas thay wohi log hum se bichar gay
Yeh
khayal saray hain arazi yeh gulab saray hain
kaghazi
Gul-e-arzoo
ki jo baas thay wohi log hum se bichar gay
Jinhein
kar sa
ka na qabool mein wohi sharee
k-e-rah-e-safar huway
Jo meri talab meri aas thay wohi log hum se bichar gay
Yeh raat din meray sath hain wohi ajnabi
k ajnabi
Who jo dhar
kano
ki assas thay wohi log hum se bichar gay