Dil
ki Batain , Bata Deti Hain , Aan
khain ,
Dhar
kanon
ko Jaga Deti Hain, Aan
khain ,
Dil Pe Chalta Nahi Jadoo, Cheroon
ka
kabhi ,
Dil
ko Tu , Deewana Bana Deti Hain ,Aan
khain,
Woh Hum Se Baat Nahi
kartey , Tu Na
karey ,
Haal Sara Un
key Dil
ka , Suna Deti Hain Aan
khain,
Gham Sada Rehta Nahi , Aadmi
ke Saath,
Ash
k Bana
kar , Chal
ka Deti Hain Aan
khain,
Aata Hai Jab Dor - E - Jawani , Tu Ae Dosto,
Sunder Sapne Zehan Mein , Basa Deti Hain Aan
khain,
Mana
ke Neend Aati Hai , Aan
khon Hi
key Rastey ,
Magar
kabhi
kabhar , Neend , Ura Deti Hain Aan
khain,
Eesha Shu
kar Hai ,
khuda Ne Ata
ki , Aan
khon
ki Neamat Humain,
Dard -O-Gham , Sarey Dil
key , Chupa Deti Hain Aan
khain