Wafa ruswa nahi
karna Suno aisa nahi
krna
Main pehlay he a
kela hon, Mujhy tanha nahi
krna
Judai b jo aa jai, Tu dil chota nahi
krna
Buhat musrof ho jana Mujhy socha nahi
krna
Barosa b zarori hai Magar sab
ka nahi
krna
Muqadar phir muqadar hai,
kabi daawa nahi
krna
Jo li
kha hai wahi ho ga
kbhi shi
kwa nahi
krna
Meri ta
kmeel tum se hai Mujhay adha nahi
karna
Haqeeqat hai milan apna, Isay spna nai
krna
Hamain tum yad rehtay ho, Hamen bhoola nahi
krna