naqab SMS Messages11 messages

Tumhari deed se mere hossh fanaa ho jaattey hain,,
Tumhare Husan par naqab ka haq to banta hai...
dar lagta hy humko un aankhon sy jo naqab main reh kar bhi hum par waar karti hain
Suhani Raaton Ki Chandni Mein
Kbhi Na Tum
Be-naqab Aana
-
Mein DIL Pe Qabu To Ker Sakun Ga
Nigah Shayad Gunah Ker De
-
Kaisay Dor-E-Jahalat Mein G Rahe Hein Hum "faraz"

Yahan Aadam Ka Beta Khush Hota Hai, Hawa Ki Beti Ko Benaqab Dekh Kar.!!!
Rukhsaar ka Pata nahi, Aankhain to khub hain.......
Didaar abhi naqab se aagay brha nahi
Hr Larki K Chahry Pr naqab Hota Hy

Wo naqab Aashiq K Liye Azab Hota Hy

Mat Mrna Hr naqab Wali Larki Pr Dost

Khubsurat Packing Mein Maal Aksar Kharab Hota Hy.
Small love story

Gali se ek ladki guzra karti thi

Uske chehre par naqab hua karta tha
Phir bhi us par ek ladka marta tha
Shayad woh use dilo jaan se chahata tha

Woh use baar baar kehta

"Muh se naqaab hata do apna chaand sa mukhda dekha do".

Par ladki ne muh se naqaab na hataya Ladke ko apna chehra na
dikhaya.



Kayi din beet gaye ladki ko woh ladka nazar na aaya

Ladki kuch pareshan si rehne lagi

Kisi tarah poochte poochte woh uske ghar pohochi.



Padosiyon ne kaha " Mohtarma, aap ko aane main thodi der ho gaye us
deewane ke to saat roz pehle hi maut ho gaye".
Rooth Jane Ki Adaten Na Gai
Dil Jalane Ki Adaten Na Gai

Zakhm Kha Kr B Tujh Se Nam Tera
Gungunane Ki Adaten Na Gai

Pyar Se Jo B Mil Gya Us Ko
Dukh Sunane Ki Adaten Na Gai

Chand Ki, Sharm Se naqabon Me
Mu''n Chupane Ki Adaten Na Gai

Do Dilon Ko Ujar K Hansna
Ye Zmane Ki Adaten Na Gai

Chand Jesa Hr Ik Hasee''n Chehra
Dil Ko Bhane Ki Adaten Na Gai

Beesiyon Bar Aazma K Hmen
Aazmane Ki Adaten Na Gai

Raat K Pichle Peher Ey Ayaz
Ghr Ko Aane Ki Adaten Na Gai
kya chupaye ga naqab us k shaba ko GHALIB...

nigah-e-ishq se pathar bhi toot jate hain.
woh aye hamari lash per roye be naqab.

ab mayat uthaye kaun key sub meh-v-hussun they.
ye jo zindagy ki kitaab hai,
ye kitaab bhi kia kitaab hai,
kaheen ik haseen sa khoaab hai,
kaheen jaan lewa azab hai,
kaheen aansuon ki hai daastaan,
kaheen muskurahaton ka bayan hai,
kai chehre is mein chupe hoe,
ik ajeeb sa ye naqab hai,
kaheen kho dya , kaheen paa lia,
kaheen ro lia , kaheen gaa lia,
kaheen cheen lety hai har khushi,
kaheen meharbaan behisaab hai,
kaheen dhoop hai , kaheen or hi koi roop hai,
kaheen barkaton ki hain barishein,
kaheen tishnagy behisaab hai,
YE JO ZINDAGY KI KITAAB HAI.......