insan SMS Messages160 messages

Dosti insan ki zaroorat hai,
Dilon pe dosti ki huqumat hai,
Aap ke pyar ki wajah se zinda hain warna
Khuda ko bhi hamari zaroorat hai.
insan jab paida hota hai to azan di jati hain namaz nai parhi jati aur jb marta hai to namaz parhi jati hai azan nai di jati yani zindagi ka safar azan se namaz tak hai
Aey Eid Key Chand! Keyun karta hai tu ham ko pareshan

Tujhay dekhne ke liye baichain hain ham aur mufti Muneeb-ur-Rehman

Tujhay daikh nahi pate poray Pakistan key insan

Per Kahan say dohnd leta hai tujhay Peshawar ka Pathan,
Jis insan ko gussa zayada aata hai wo insan piyar bhi utuna hi zayada karta hai
Becoz
If red is a danger showing colour then red is also the colour of love
"Teen Cheezain"
insan ko tabah kar daiti hai,
1:- Hirs
2:- Hasad, aur
3:- Ghuroor
takdeer badal jae gi apne ap hi ae insan

mukurana seekh le bs wja talash na kr
Azmat k 4 Minaron k 4 Azeem Aqwal:
insan Khud Azeem Nhi Hota Bal’K UsKa Kirdar Azeem Hota He,
Hazrat Abu Bakar Siddiq R.Z
Ghuse Ki Halat Men Insaf Krna Mushkil Hota he,
Hazrat Umer Farooq R.Z
Zindgi Ka Koi Maqsad Banalo Phir Apni Sari Taqat Us k Husool Pr Lagado Tum Zaror Kamyab Hojaoge,
Hazrat Usman Ghani R.Z
Jo Shakhs Tumhari Nigahon Se Tumhari Zarorat Ko Samjh Nhi Skta, Us se Kuch Mang Kr Khud Ko Shrminda Na Kro,
Hazrat Ali R.Z…
"Rizq ko Bhrhane Ki koshish Me Apna Eman Brbad Na kro
Q K
"Nseeb ka Rizq insan ko Aisy Talash krta he
Jesy Mrney waly ko Mot"
Apni Kharabiyo’n Ko Pas-E-Pusht Daal Kr…

Har Shakhs Keh Raha Hy Zamana Khrab Hy…
insan ko Bemar kr Deny wali Chezo me se 1 cheez
"apno ki judai hy"
So
Plz
Roz 1,2 sms kr dia kro"
"Very intersting"

Dunya Ki Sub se Taqatwar Shay hai Loha.

Her Shay Ko Kaat Dalta hai.

Lohay se Taqatwar hai Aag,
Jo Lohay ko Pighla deti hai.

Aag se Taqatwar hai Paani,
Jo Aag ko Bujha deta hai.

Aur Paani se Taqatawar hai insan,
Jo Usay Pee Jata hai.

insan se Taqatwar hai Maut,
Jo use Kha jati hai.

Aur Maut se Taqatwar hai Sadqa,
Jo Maut ko Taal deta hai.

Aur Sadqay se Taqatwar hai




*"MOLVI"*

JO SADQA BHI KHA JATA HAI....!


'insan khud qabil-e-aithibar nahi hota, bal k uska kirdar aur uski sachai usay qabil-e-aithibar banati hay (Hazrat Ali A.S.)'