chal SMS Messages1341 messages

Na jaane Q khuwaab bikhar jaaty hein dheere dheere,

Saare log bichar jaaty hain dheere dheere,

Zabt karo to behtar hai,

Warna aansoo zor pakr jaaty hain dheere dheere,

Sab irada kar k sath chalte hain,

Phir raasty badal jaty hain dheere dheere,

Jitne paas hum kisi k hoty hain,

Utne faasly barh jaaty hain dheere dheere.
2 Friends ne Jungle mein ek Sher ko dekha to ek dost Darakht pe charh gaya aur doosra Zameen pe let gaya aur saans rokli.
.
.
Sher paas aya aur bola:
.
.
.
Na puttar Na.....yaha pe Zubaida aapa k totke nahi chalte.
Barish k baad aksar mera dil doob sa jata hai "Faraz",
.
.
.
K tu bhi kahin mujhe chor kar chala na jaye baadalon ki tarha.
Ajnabee mehfil mein kisi se dil na lagana Amjad,
.
.
.
Suna hai bin bulaye aany waly bin bataye hi chaley jaty hain.
Teacher to Student: Beta Jo cheez b apko tang ya pareshan karey usey apne pass b bhatakne na do...
.
.
.
.
.
Student: chal beta sabse pehle to tu nikal.
Chehra Koi Bhi Aankh Mein Thehra Na Phir Kabhi,
Dil Ne Kisi Bhi Shakhs Ko Chaha Na Phir Kabh,
Rootha Zara Si Baat Pe Uth Kar chala Gaya,
Aisa Gaya K Laut k Aaya Na Phir Kabhi,
Kuch Youn Mila Ikhlak Se k Bus Ishq Ho Gaya,
Wo Ajnabi Tha? Kon Tha? Socha Na Phir Kabhi..!!!
1 Class Ka Bacha Apni Miss Se Kehta Hai.
Mai Aap Ko Kaisa Lagta Hoon?
Miss: So Sweet!
Bacha: To Phir Mai Apne Ammi Abbu Ko Aap K Ghar Kab Bhejun.
Miss: Wo Kyon?
Bacha: Ta'kay Wo Hamari Baat Agay chalayen,
Miss: Ye Kya Bakwaas Hai!

Bacha:
.
Tution Parhne K Liye..
Zara bhi un k chehray say pata chalta nahi dil ka
Eibarat itni mushkil hai k hum tafseer parhtay hain
aik hathi nay chand chuntiyon ko chaltay chaltay kuchal k mar dya ghalti say.ab chyuntion n us hathi say badla lyne ka plan bnaya.plan.jab hathi ither say guzray ga to us ko tree k uper say jump laga k mar day gay."sab chyuntiyan tree p char hi rahi the k hathi uther say guzarnay laga.1 kamzor si chunti charhatay hue us p pehlay hi gir gaye.peechay say us ki sathi chuntion nay awaz lagaye."PHEY DAY SU PHAY DAY SU
MUSHKILE DILO KE IRADE AAZMAYEGI,
KHAWABO KE PARDE NIGAAHO SE HATAYEGI,
GIRKAR HOSLA MAT HARNA MERE DOST,
YE THOKRE HI TO AAP KO chalNA SIKHAYEGI.
challenges are like trees seen through a running train. As U approach them they grow bigger, once U pass them they become smaller! So never be afraid of them.
Be strong enough to accept the challenges of life. Don''t say to God: ''Why me?'' Instead say: ''Try me!'' Let''s live a courageous and challenging life.