Naseeb SMS Messages146 messages

Naseeb Naseeb ki baat hoti hai,

Khushiyo ki bhi kabhi shaam hoti hai.

Mushkile u hi khatam nahi ho jaati hai,

Iske piche bhi kisi ki fariyad hoti hai
Har khushi dil ke kareeb nahi hoti,

zindgi gum se door nahi hoti.

Sanjokar rakhna ye dosti humari,

ye dosti har kisi ko Naseeb nahi hoti.
Humne jo chaha taqdir se paya,

Taqdir ne hamein Aap se Milaya,

Khush Naseeb thy hum ya woh pal tha haseen,

K Aap jesa dost meri zindgi mein Aya.
Dua ki $urat Mein $ab ki Khatir
Jo meray Honton say Lafz Niklay

Jo meri Ankhon $ay Ashk Niklay
Unhi k badlay mein ay "ALLAH"


Jub bhe $ab ka Naseeb likhna
Urooj Likhna
Kamal Likhna
Kabhi na Harf-e-Zawal Likhna


Khu$hian Likhna or sabki member$ ki Umr-e-Draz Likhna
Ek Din Barray Ghroor Se Kehnay Lagi Zameen
Aya Meray Naseeb Mein Parchum HUSSAIN Ka.!!

Phir Chand Ne Kaha Mere Seenay K Daagh Dekh
Hota Hai Aasmaan Pe Bhi Maatam HUSSAIN Ka.!!
Kaeb-o-Bala Naseeb Se Jana Naseeb Ho

Phir Laut K Wahan Se Na Aana Naseeb Ho

Aisa Dar-e-Hussain Pe Sajda Ho Aakhri

K Mujh Ko Apna Sir Na Uthana Naseeb Ho
mairey imam say behtar koi imam nhn
yeh woh qalam hy jis say behtar koi kalam nhn
woh khush Naseeb hy jo hy ghulam e haider
woh badNaseeb hy jis k ali imam nhn
kro tu kis k lye akhir malal uska.
usy nahi tu mujhe bhi nahi khyal uska,
meri wafa ne banaya he bewafa usko,
kisi ada par nahi hai kamal uska,
mere Naseeb ki yeh bhi tu khush Naseebi hai,
k mujhe ko dekh kar sub pochty hain haal uska,
yehi dua me karo har baras k pehle din,
mere bagher ne guzry koi b saal uska,
mere urooj ko us k Naseeb me likh dy,
khuda-e-paak mujhe sounp dy zawaal uska
Ankhon nay kaha
Mohabbat ansoo ka samandar hai
jo kisse kay intezar may khamoshi say
behta hai

Dil nay kaha
Mohabbat kisse ko Khamoshi say chahay janay ka naam hai
kay aakhire
waqt bhee Izhar na kiya jay

Naseeb nay kaha
Mohabbat wala duniya ka khush Kismat tareen insaan hai
Aur jiss kay Dil may Mohabbat nahin
Woh duniya ka Badd Tareen shakhs Hai

Nafrat nay kaha
Aakhiri Jeet Mohabbat ki Hoti hai
Bhoolne ki Adat Hai

Chalo Ishq nahi, Chaahne ki Adat hai
Kya karein ke Hamein Dusre ki Adat hai
Tu apne Sheesha-Gari ka na kar Hunar Zyada
Main Aaina hoon, Mujhe Tootne ki Adat hai
Wisal mein bhi wohi Faasle Sharab ke hain
Ke Usko Neend, Mujh ko Rat-Jagne ki Adat hai
Tera Naseeb hai Ae Dil Sada ki Mehroomi
Na Wo Saki hai, na Tujhe Maangne ki Adat hai
Ye Khud Aa Jati kab tak
Tu bhi usse na kar Yaad, Jise Bhoolne ki Adat hai.
Jab Kabhi Aankh Mein Ashque Bhar Aye
Kuchh Log Dubte Nazar Aye
Hum Intzar Kar Rahe The Barson Se Jinka
Mera Naseeb Hai Ki Aaj Wo Udher Aye
.Woh kehte hain k aagar nasib hoga mere,
toh hum unhe zaroor payenge,
hum puchte hain unse, agar hum badNaseeb
hue toh unke bina kaise jee payenge..