MOUT SMS Messages101 messages

Tere siwa kisi oTere siwa kisi or mein r mein khona nahi chahti,
Tera ho kr kisi or ka hona nahi chahti,
Haq hai tujh ko mere jazbat ko thukra ne ka,
Magar tere is bewafai per rona nahi chahti,
Mumkin hai kal suraj nikle mere MOUT k baad,
Is liye aaj ki raat sona nahi chahti,
Mere kabar pr aakar roye na koi,
Baigane aanso se kafan bhigona nahin chahti....
Bohat Mudat K Baad Kal Jab
Kitaab-E-Maazi Ko Main Ne Khoola
Bohat Say Chahrey Nazar Main Utrey
Bohat Say Naamoon Pai Dil Paseeja
Aik Aisa Safha Bhi Us Main Aaya
Likha Howa Tha Jo Aansooun Say
Jis Ka Unwan “Hamsafar” Tha
Wo Safha Sab Say Hi MOUTabar Tha
Aik Aur Aansoo Phir Us Pai Tapka
Phir Us Se Aagey Main Parh Na Paya
Kitab-E-Mazi Ko Band Kar Ke
Usi Ki Yadon Mein Kho Gaya Main
Inhe Khyaalon Mein So Gaya Main
Agar Wo Milti To Kaisa Hota
Agar Wo Milti To Achha Hota
Jo Udas Hain Tere Hijar Mein
Jinhe Bojh Lagti Hai Zindagi
Sar-E-Bazam Youn Inhe Dekh K
Tera Munh Chupane Ka Sukria
Jo Zamane Bher Ka Asool Tha
Wo Asool Tu Ne Nibha Dia
Yehi Rasm Thehray Gi MOUTbar
Tera Bhool Jaane Ka Sukria
Dard Se Kehlna Seekh Gaye Hum
Gham Ko Jhelna Seekh Gaye Hum
Kia Bataon Meri Zindgi Ne Kis Qadar Tora Mujhe
K MOUT K Saath B Kehlna Seekh Gaye Hum
Tum Jao Humse Door To AIk Kaam Ker Jana
Kuch Pal Apne Hamare Naam Ker Jana
Agar Aa jaye MOUT Hamain Tere Aane Se Pehle
To aa Ker Mere Janaze Ko Ehtiram Ker Jana
Na Rona Iss Qadar K Takleef Ho hamain
MOUT Ko B Mazak Samjh Ker Aanjan Ben Jana
MeiN AIk Din So Jaonga Sada k Liye
Phir Mujhe Bewafa Keh K Badnaam Ker Jana
Jo Guzro Meri Qabar Se To Nazrain Na Pehrna
Mehmaan Hee Ben K Dua Salam Ker Jana
Yaad Rakhna MOUT Ki Tijarat Ko Zindagi Nahi Kahte




Insaan Ke Dushaman Ko Insaan Nahi Kahte
MuJh SaY KhTAy ThEy Wo AkSaR Ja MaR Ja.....

A GaYi JaB MOUT JeNaY Ki DuWa KaRneY LaGeY
hum guhegar hain
humko saza dy do
bus MOUT ajae
itni se dua dy do...
Apne Husun Ki AaG Me Jal Jane De MuJe

Apne Honto Ki MaYa Ko Pee Jane De MuJe

Mil Jai Meri Rooh Ko MOUT ka Sakoon

Apne Jism Ki Qabar Me DaFan Ho Jane De MuJe
Aarzo hai wafa ban k taray sath raho
dharkano ki sada ban k taray sath raho
maray honto say JISAY MOUT bhi na cheen sakay
wo zindagi ki dua ban kay taray sath raho
Kat ti naheen hay gham ki raat
A k thair gayi hay kiya
Nind to khair so gayi
MOUT bhi mar gayi hay kiya

Jalte hain armaan
Mera dil rota hay
Kismat ka dastoor
Nirala hota hay

Koun mere tuute dil ki
Faryaad sune
Aaj meri taqdeer ka
Maalik sota hay

Ayi asi moj k
Sahil chuut gaya
Warna apni kashti
Koun dubota hay
Kismat ka dastoor
Nirala hota hay
tujhe bhulne ko ek pal chahaye.
wo pal kh jase MOUT kahte hain log.