Jism SMS Messages120 messages

ABI WO DARD BAKI HAI..
AGARCHAY WAQT MARHAM HAI..
MAGAR KUCH WAQT LAGTA HAI.
KISI KO BHOOL JANAY MAIN.
DOBARA DIL BASANAY MAIN..
ABI KUCH WAQT LAGNA HAI..
ABI WO DARD BAKI HAI..
MAIN KAISAY NAEE ULFAT MAIN..
APNI ZAAT KO GUM KAR DON..
K MERAY Jism-O-WAJDAAN MAIN...
ABI WO FARD BAKI HAI...
ABI US SHAKS KI MUJ PAY NIGHAH-E-SARD BAKI HAI...
ABI WO ISHQ K RASTOON KI MUJ PAY GARD BAKI HAI..
ABI WO DARD BAKI HAI
Main udasian na saja sakoon
kabi Jism-o-jan k mazar pay.
Na diay jalain meri aankh main
mujay itni sakht saza na dai.
Zara dhaikh phool ki pation nay
bikhar bikhar k tamam shab
Tera naam likha hai rait par
koi laihar aa k mita na dai.
Mairay sath chalnay k shoke main
bari dhoop sar pay uthay ga.
Tiara naak naksha hai moom ka
kahein ghum ki aag ghola na dai.
Main gazal ki shabnami aankh say
yah dukhoon k phool chuna karoon.
Meri sultanat mera fun rahay
Mujay taj-o-takht khuda na dai.
Koi din aisa bita nahi jab yaad tumhari na aati ho,
koi khwaab aise nahi Jisme tum nazar na aati ho,
wo soche bhi kaise tumhe bhulane ki,
jiski har dhadkan me tum samati ho
Khud se bekhabar ho ke jiye ja rahi hoo
mujh ko mujh se millane ka shukriya
mera Jism se aati hai khushboo
khud se bekhabar milane ka shukriya
dil hi dil main karti thi pyar tumse
mujh ko tumse milane ka shukriya
Khud se bekhbar ho ke jiye ja rahi hoo
mujh ko mujh se milane ka shukriya
kisi ki yaad dil main hai koi ehsas baqi hai
badalte mausam ke darmiyan ek raz baqi hai

abhi main safar mein hoon mile gi manzil mujhe
magar in raston kay darmian ek sath baqi hai

kahin pe sham dhalti ha kahin raat hoti
abhi to chandni hai chand ki raat baqi hai

chale aao kisi din tum hamara haal bhi dekho
hamara Jism murda hai magar aik saans baqi hai

umeed hai phir bhi mile ga wo hamain aik din
khuda par hai bharoosa,khuda ki baat baqi hai
Kabi tamana k rastoon par
Nikal paro tou khayal rakhna
Hawain, badal,fizain, mousam
Khayal chahray badal badal kar tumhain milain gay.
Tum lamha lamha badaltay Rangoon k sokh dhokay main a na jana.
Aur apni aankhain kahein khala main ganwa na aana.
K aisa na ho jo khoab totay.
Dhanak dhanak ka sarab totay.
Tou Jism-o-jan pay azaab totay.
Aur tum ba mushkil
Laraztay hathon main kirchi kirchi badan sambhalay zameen pay utro.
Kahein bolandi pay charh k doobti hoe nighahon say wapsi k nishan dhoondo.
Ujar gaya jo jahan dhoondo.
KAHEIN AISA NA HO.
KHAYAL RAKHNA……….!!!!!!
Poocha rooh nikalti hai Jism sy kis tarah?Hath us ny hatoon sy chura kr dikha diyapoocha mehshar sy pehlay qayamat hai kiya??Nakab usny ruh sy utha kr dikha diyaPoocha k yeh her taraf khizan c kyoun hai???Mehfil sy khud ko utha kr dikha diyaPoocha ek diya jo hawa sy na bujh saka??Diya us ny wafa ka jala kr dikha diyaPoocha k aakhir yeh hassad hai kiya cheez??Us ny kisi aur ko apna bana k dikha diya...!
Pyar me mila har gum uphar hota hai,
pyar wo hota hai Jisme intjar hota hai.
Sadiyon tak intjar karte hai wo
jinhe apne pyar pe aitbar hota hai.
ik aag thi kay jaltay rahay Jismain umar bhar,
ik dard tha kay Jismain khayanat kabhi na ki!
Hain Ghar Ki Muhafiz Meri Dehki Hui Aankhein,
Main Taaq Mein Rakh Aaya Hoon Jalti Hui Aankhein,

Ek Pal Bhi Kisi Mod Pe Rukne Nahi Deti,
Kaanto Ki Tarah Jism Mein Chubhti Hui Aankhein,

Raste Mein Kadam Phoonk Ke Rakhna Mere Pyaaron,
Hain Chaaron Taraf Shahar Mein Bikhri Hui Aankhein,

Yun Us Ke Bichhad Jane Pe Aansu Na Bahao,
Manzar Ko Taras Jayengi Bhigi Hui Aankhein,

Qaatil Ke Siwa Koi Samajh Hi Nahi Sakta,
Kya Dekhti Hai Tasht Mein Rakhi Hui Aankhein,

Kya Jaaniye Kis Khwab Ki Taabir Mein Gum Hai,
Zulfon Ki Ghani Chhanv Mein Uljhi Hui Aankhein,

''Talha'' Shab-E-Tira Mein Ujalon Ki Amin Hai,
Nafrat Ke Samundar Mein Ye Behti Hui Aankhein...
muttafaavatein hein merey Khuda ki ye tu nahi koi aur hai
ki tou asamaan pey ho tuo ho pisar-e-zami koi aur hai

woh jo raastey thay wafa ke thay yeh jo manzilein hein saza ki hein
mera humsafar koi aur tha mera humnashi koi aur hai

mere Jism-o-jaaN mein terey siwa aur koi bhi dusara
mujhe phir bhi lagta hai ess tarah k kahi kahi koi aur hai

mei aaseer apane gazal ka mein faqir dasht-e-wisaal ka
jo hiren ko baaNdh ke le gayaa wo subuk_tagin koi aur hai
mujh se vaqif to mere Jism ka saya bhi na tha
kaise ho jata tumhara main Khud apna bhi na tha,
jitana mayus hai vo shaKhs bichar kar mujh se
itnii shiddat se to main ne use chaaha bhi na tha,
jaise ilzam lagaye hain mere sar us ne
aisi nazaron se to main ne use dekhaa bhi na tha
merii aavaaz kaa Gham shahar ne jana kaise
main to us bhiid main Khamosh tha bola bhi na tha......!!!!