yamraj took man to hell.....
there he saw gandhi jee dancing wid bipasha..
man asked yamraj:gandhi jee ki saza itni mazedaar ku?
yamraj:saza tu bipasha ko mili hai...
Sardar ko DRIP Lagi
Thi
Jb DRIP Khtm Hony
Lagi Tou Us Ny Apne
Bhai Sy Kaha
"Jao Sister Ko Bula
Lao"
Wo 3 Din Baad
Punjab Se Apni BEHEN
Ko Le Aaya ... ;->
Mosafir taxi driver se: yar morr aahista kata karo dar lagta hai..
Taxi Driver: Sahab is mein darne ki kiya bat hai ap bhi meri tarhan morr per ankhan band kar liya karain..