E I D E I D

E I D E I D
E I D

E I D

E I D

E I D

E I D

EID


KHATAM. :-)



Ab Kaam Shuru Kardo.
  

Jun, 18 2010     93 chars (1 sms)     1802 views       Eid Mubarak

more Eid Mubarak SMS Messages

Do you know the Meaning of EID?
I think it means "ENJOY in DUNIYA!!"
So, In your life all moments bring EID for you....
Wish You...EID MUBARAK
Sawere Sawere ho Khushyo ka Mela

Na logo ki Parwah Na Dunya ka Jhamela

Panchiyo k Sangeet ho Or Mosam Albela

Mubarak ho Aapko EID ka Sawera! :)
Wishing you Happy Eid Mubarak in advance,
For the following 10 Years.

2009
2010
2011
2012
2013
2014
2015
2016
2017
2018

Agar Coming 10 Years main aapko koi Pehle Wish karne ka dawa kary.

To Ek Rakh k chamat dena aur ye msg dikha dena. Ok?

Don''t Delete It.
Tum Aao to Ham bhi Eid karein
Hasrat Hai Tumhari Deed Karein
Tum Aao to ham bhi Eid karein
Kuch Dair to Dil ko Chain Miley
Kuch roz to Man ka Phool Khiley
Kehtey hain ke Eid ki Aamad hai
Ham log bhi Kuch taaeid karein
Tum Aao to Ham bhi Eid karein
Tum se yeh Aik Guzaarish hai
yeh Apney Dil ki Khaaish hai
Ik Baar milo , Ik Baar Milo
Har Baar yahi Taakeed karein
Tum Aao to ham bhi Eid Karein
Mana ke Ham Deewaney hain
Sab Baatoo''n Se Anjaaney hain
Jab Apney hi Baigaaney hain
Kya Ghairoo''n Se Umeed karein
Tum Aao to ham bhi eid karein
Tum aao to Ham bhi Eid karein ......
EID MUBARAK ho Aapko,
Dher sari tarif aur khusiya mile aapko,
But, Jab EIDI mile aapko to Please....
Aap Yaad karna Sirf Humko!!!
Aaj se Aamire Garibi ka fasle na rahe,
Har Insan ek duje ko aapna bhai kahe,
Aj sob kuch bhool ka aa gale lag ja,
Mubarak ho tuje yeh EID-UL-AZHA.
May this year"s Eid give u,
All the happiness and,
Joy of this world and,
Hope that the blessing,
Of the AL-Mighty be with u,
****Eid Mubarik****
Hope Love and Laugher, warmth, wishes,
joy and a bouquet of Eid wishes, jubilations,
become a part of your Eid and Your Life.
Have a Happy Eid Mubarak.
ALLAH Ko Qurbaniyon K Gosht Nahi Pohanchtey
Na Un K Khoon Bal-k USSE To Tumhare Dil Ki Parhezgari (Taqwa) Pohanchti Hai
Oye Janwar

















Lay aye tum qurbani k liye...?
Eid ul adha is eid of sacrifice,
and commitment to Allahs orders,
May Allah bless us with the same in all circles of life,
and help all amongst us,
who are helpless,worried,
and waiting for his rehmat,
Ameen.Eid Mubarak.
I love u. Mujy tumse pyar ho gaya
hai... ;->














Eid ul Azha se pehly har janwar se mohabbat karna har musalman pe farz hai.
So keep loving animals =P