*some funny fact*
**kishor ka baap haklata tha agar wo thk se bol pata to aaj uski umra 3 saal jyada hoti
***mard aurat ko kamjor kahta hai lekin agar wo martban ka dhakkan band kar de to wo mard to ky uske baap se v nahi khulti
***ghore ke muh me hath dal ke uske daat ginane se pahle ye jarur khyal rakhe ki kahi ghora apna muh band karke kahi apke ungkiya na ginani shuru kar de
****hichki rokne ka ek aasan tarika hai ki saas rok ke hazar tak gino.
1 Gadha 2sry sy: yar hmari be kya zindagi hai sab hamare oper wazn dalty hain hum bicharay to MAZLOM hain 2nd gadha yar fikar na kar"MAZLOMON KA SATHI HAY "ALTAF HUSSAIN