Faraz SMS Messages411 messages

akaly pan ki azait ka ab gila kaisa faraz..

khud he to apno se ho gay thay alag.
baraish me bhegna osy bohat pasand tha "faraz"

ab me rota hon to wo nazar q nahi aata.
Pehle us ne
F
Kaha

Phir us ne
A
Kaha

Phir us ne
R
Kaha

Phir usne
A
Kaha

Phir usne
Z
Kaha
.

.


.

.

.
Is terha zalim ne FARAZ k tukre tukre ker diye.. ;->
Unhein Meri Wafaoon Ka Khayal Aaya To Khud Aaya FARAZ

mila Ker Wo Mujhy Meri kami MehSoos Kertey Hein
Teray baad na aaye ga meri zindagi ma koi aur Faraz
Ek mot hai k jis ki hum Qasam nahi detay…
"BIK"raha tha waqat k bazar main meri gherat ka lahu
"faraz"
"MURR"k jo dekha to apna he pyar kharidar nikla
"BIK"raha tha waqat k bazar main meri gherat ka lahu
"faraz"
"MURR"k jo dekha to apna he pyar kharidar nikla
main KHUDA ki nazron may kesay na gunahgar hota Faraz
k ab to sajdon main bhi wo yaad aany laga...
wo tu kehta tha k usse bohat si duaen yaad hain...

faraz

kiya bichhar kr phir phir se milne ki dua,usse yaad nahi,
naraz kyun hotay ho chalay jatay hen teri mehfil sy:faraz"

apny tuty hoay dil k tukry to utha leny do:...
wo kehta hy pathar dil log rotey nahi faraz.

use kya khabar k chashmy humesha pathron se niklte hain..
wo kehta hy pathar dil log rotey nahi faraz.

use kya khabar k chashmy humesha pathron se niklte hain..